how to delete Gmail account-Gmail account Kaise band, Karte Hain?

Gmail ka Account kaise delete karte hain? Gmail account kaise band karte hain? Hindi post Kya aap jaanna chahte hain ki Gmail account ko kaise band karte hain? ya Gmail kaise delete karte hain?
To phir yeh post padte rahiye. Mera naam Balbodi Ramtoriya hai. Sabse pehle to sawaal yeh hai ki aapko Gmail account band karne ki kya zaroorat hai? Ho sakta hai aapne kayi saal pehle aacount banaya ho Aor uska istemaal ab app nahin karte Ho sakta hai ki aapko anjaane logon se bahut Spam emails aati hain ।
Does Gmail ka Account Kaise delete Karte Hain?
Aor aap is ID ko band karna chahte hain Ya phir aapke paas itne saare Email ID hain ki unhe sambhalna mushkil ho gaya hai Wajah koi bhi ho, Gmail Email ID delete karna ho to dekhte hain yeh kaise hota hai । Sabse pehle browser mein upar type kariye “accounts.google.com” Ab aap yahan Google account mein login kar sakte hain ।
Apna email address, password daal Kar sign-in Kar lijiye Ab apne Google account mein logged-in kijiye. Ab yahan par, agar aapko apna Google Account delete karna ho to upar ‘Data Tools’ hai Data Tools par Click kijiye । Ab Data Tools khul gaya agar aapko apna account delete karna hai to aap yahan par Account Management mein. DELETE ACCOUNT AND DATA par click kijiye ।
Ab Google aapse keh raha hai ki aap apna Google Account delete karne ki koshish kar rahe hain Aap chahe to aap alag-alag cheeze delete kar sakte hain. to filhaal me Gmail select kare. aor yahan par aapko apna password daalna hoga Phir aapse poocha jaa raha hai ki kya aap apna Google Account delete karna chahte hain?
DELETE GOOGLE ACCOUNT
To YES par click kar dete hain Aor ab Google aapse aapke Financial Transactions ke baare mein kuch keh raha hai woh keh raha hai ki agar aapke kisi ke saath Financial Transactions hain to yeh aapki zimmedari hai ki aap unhe nibhaye aor aap samajh lijiye ki email account band karne par bhi aapko apni zimmedariyan nibhaani hongi aor phir YES ke button par click kar dijiye ।
Aor DELETE GOOGLE ACCOUNT par click karne se pehle, aapko ek baat bataa doon woh yeh … ki ek baar aap apna Gmail address band kar dete hain to aap us Username ko dobaara istemaal nahin kar payeinge Aapka sab data jaise ki emails, sab delete ho jayeinge ।
To Delete Account kar click karte hain Ab yahan par kuch aisi cheezein hain to is Gmail account ke saath judi hain hume unhe bhi delete karna hoga Chaliye in sab par click kar dete hain main ne pehle in sab par click nahin kiya tha ।
Post conclusion
Ab apna password daal deti hoon Aor Delete Google Account par click kar deti hoon Yeh Gmail account aor Google Account delete ho gaya hai । Ab aapne seekh liya hai ki aap apne Google Account ko kaise delete kar sakte hain. Post pasand aaya to share kijiye. Thank you!
Read More Post-
Earn money from home amazon youtube best formula
घर बैठे ब्लॉग राइटिंग जॉब्स ऑनलाइन कैसे करे ?
how to check jio balance mobile and computer
एफिलिएट मार्केटिंग अमेज़न से पैसे कैसे कमा सकते ?
Earn money from home in India for students Hindi